कोई बात नही ...

मुझको नही मिले तुम तो दोस्त क्या हुआ ?
इस जमीं ने कब भला वो आसमां छुआ ?
जिन्दगी में न आ सकू इसलिए ये कीजिये
ठोकर से हटा दीजिये ये पत्थर पड़ा हुआ .
तुमसे वफा की हमने कसमे है चंद खाई .
बेवफाई से कभी इंसान बड़ा हुआ ?
मुझको खबर है दिल में तेरे रोशन है और कोई.
रखते है लोग घर में कहाँ दीपक बुझा हुआ ?               
                                                                       

टिप्पणियाँ

  1. Mujhe Yaad Koi Dua Nahin Mere Humsafar Abhi Soch Le
    Tu Meri Jabeen Pe Likha Nahin Mere Humsafar Abhi Soch Le,

    Abhi Rasta Bhi Hai Dhool Mein" Abhi Faiyda Bhi Hai Bhool Mein
    Abhi Mujhe Tujh Se Gila Nahin Mere Humsafar Abhi Soch Le,

    Main Janam Janam Se Naraz Hoon" Main Janam Janam Se Udaas Hoon
    Main Kabhi Bhi Khul K Hansa Nahin" Mere Humsafar Abhi Soch Le,

    Tu Hai Khuwab Khuwab Pukarta" Meri Ankh Mein Nahin Ashk Bhi
    Main Muddaton Se Jia Nahin Mere Humsafar Abhi Soch Le,

    Tujhe Khushbuon ki Hai Aarzu" Tujhe Roshni Ki Hai Justju
    Main Hawa Nahin" Diya Nahin" Mere Humsafar Abhi Soch Le,

    Tujhe Ansuon Ka Pata Nahin" Tujhe Rat'jagon Ka Guman Nahin
    Tujhe Is Se Agay Pata Nahin Mare Humsafar Abhi Soch Le,

    Mujhe Doondta He Phiry Ga Tu" Na Jeey Ga" Roz Mary Ga Tu
    Main Kabhi Bhi Ghar Pe Mila Nahi Mare Humsafar Abhi Soch Le,

    जवाब देंहटाएं

एक टिप्पणी भेजें

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

अंदाज़ नजर के.....................

इश्क़ नहीं है

हम मिल जाते अगर